Monday 19 March 2012

Andaze Bayan


Dono aankho mein ashq liya karte hain,
Hum apni neend mein tera naam liya karte hain.
Jab bhi aaye Hichkiyaan tumhe,
Samajh lena hum tumhe yaad kiya karte hain….
`
Faasle mita kar aapas mein pyar rakhna,
pyar ka rishta yu hi barkaraar rakhana,
bichar jae kabhi aap se hum,
to ankho mein hamesha hamara intezaar rakhna..
`
Muskurate rahe sada aap hazaro k bich,
jaise hasta hai ful baharo k bch,
Roshan rahe chehara aapka sada,
jaise roshan hai chand sitar k bich.
`
Baho me lelo mujhko ki tanha hu mai,
dhadkan me basalo mujhko ki tanha hu mai,
tum nai to jahan me kuch hi nahi,
mujh me samaa jao k tanha hu mai.
`
Pyar kisi se jo karoge ruswai hi milegi…
Wafa kar lo chahe jitni Bewafai hi milegi…
Jitna marzi kisi ko apna bana lo,
Jab ankh khulegi… Tanhai hi milegi !
`
Tujhe bhulkar bhi na bhool payenge hum,
Bas yehi ek wada nibha payenge hum,
Mita denge khud ko bhi jahan se lekin,
Tera naam dil se na mita payenge hum..
`
Gam nahi waha jaha ho fasana tera,
Khushiya dhundti rahe aashiyana tera,
Wo waqt hi na aaye jab tu udas ho,
Ye duniya bhula na sake muskurana tera..
`
Wo yaro ki mehfil, wo muskurate pal,
Dil se juda hai apna bita hua Kal,
Kabhi jindagi guzjarti thi Waqt bitane me,
Aaj waqt guzar jata hai chand kagaj ke note kamane me……
`
Dariya wafaoo ka kabi rukta nahi,
Mohabat me insaan kabhi jukta nahi,
Hum chup hai kisi ki khushi ke liye,
aur wo sochte hai dil hamara dukhta nahi.
`
KabhiKabhi aisa bhi hota hai,
Dosti ka asar zara der se hota hai.
Unhe lagta hai Hum kuch nahi Sochte unke bare me,
Par Har baat me Zikr unka hi hota hai……….

1. “Khazane ko choro se nahin pehredaro se dokha hain. Is desh ko sirf dushmano se nahin, in gaddaro se dhokha hai. Yeh gaddar baithe hain.”

(Why should we fight? The funds in government treasuries are ours. The treasuries are not threatened by thieves but by those who guard it. The country is not betrayed by enemies but by these traitors.)

2. “I want to tell the youth of this country that this fight should not be stopped with Lokpal alone. We have to fight for removing the faults of the present electoral reforms. Because of the fault in electoral system, 150 criminals have reached Parliament.”

3. “After Lokpal, we will also have to fight for farmers’ rights, bring a law that ensures permission of gram sabhas before land acquisition.”

4. “I feel a little weak. But there is nothing to worry about it. The fight will go on till we get a strong Lokpal.”

5. “We are ready to talk to the government but there is no communication from their side. Where should we go to talk and whom should we talk to?”

6. “The country did not get actual freedom even after 64 years of independence and the only change was that the whites have been replaced by the blacks”.

7. “The same loot, same corruption, same rowdyism still exists.”

8. “Government is giving land to the companies which employs labourers and suck their blood. They tell the labourers you ensure production or else you will lose job.”

9. “Is this democracy? All have come together to make money.”

10. “I have taken decision of my life, if Jan Lokpal Bill is not brought in the Monsoon Session then I will continue my fast beyond 21 days.”

11. “When government refused to take the Jan Lokpal Bill we went to people’s Parliament and now we will not move.”

12.”I have lost three kgs but I am getting energy from my supporters across the country.”

13.”I have full faith in my country. This government has looted the country, we will now only rest in peace when corruption gets removed from the country.”

14.”The countrymen should not lose this spirit, this is our fight against corruption.”

15. Till Jan Lokpal Bill is passed, we will not leave Ramlila Maidan.


Agar aap bus, train, plane ya kahin se bhi aa ya jaa
rahe ho aur kisi mahila ke haath mai phool, dhaga,
chain ya chamakti hui koi bhi vastu dekhen.
To turant wahan se hat jayen.
Yeh vastu Rakhi ho sakti hai.
Aapki zara si laparwahi apko Bhai bana sakti hai!
Janhit Mai Jaari!

Chand se jab mulakat hoti hai,
apke baare me unse kuch baat hoti hai,
wo kahte hai mere pass KhubSurat Sitare hai,
hum kahte hai unse bhi KhubSurat Dost humare hai….
`
Zindgi nahi hume Doston se Pyari,
Dosto pe haazir hai jaan hamari,
Aankho me hamari aansu hai to kya,
Jaan se bhi Pyari hai Muskaan tumhari…!!
`
Rishto ki dori kamzor hoti hai,
Aankhon ki baaten dil ki chor hoti hai,
Khuda ne jab bhi pucha dost ka matlab,
Hamari ungli aapki or hoti hai…
`
Ajnabi galiyon se hum guzra nahi karte,
darde Dil liya aur diya nahi karte,
ye Pyara sa rishta sirf aapse hai,
warna itna yaad hum kisi ko kiya nahi karte…
`
apke pass Dosto ka khazana hai,
par ye Dost aapka purana hai,
is Dost ko bhula na dena kabhi,
kyu ki ye Dost aapki Dosti ka Deewana hai…

1.) PHOOL BAN KAR MUSKARANA ZINDAGI HAI
MUSKARA KAR GHAM BHULAANA ZINDAGI HAI
MIL KAR KHUSH HUE TO KIYA HUA.
BIN MILE SAATH NIBHAANA HI TO ZINDAGI HAI.
2.) KHUSHI DIL KI HAR CHEEZ BHULA DETI HAI
BAND AANKHON ME BHI SAPNAY SAJA DETI HAI
SAPNON KI DUNIYA ZAROOR RAKHNA A DOST
Q K HAQEEQAT TO SUB KO RULA DETI HAI.
3.) HUMAARI LIFE US WAQT COMPLETE HOTI HAI
JAB AAP HON OR MAIN HOON OR HUMAARE
CHHOTHE CHHOTHE PYARE PYARE SWEET SWEET
NANAY MUNAY AUR SHARAARTY “SMS” HON.
4.) WOH TERI YAAD KO SEENE SE LAGA KAR ROYEA
APNE KHWABON ME TUJHE PAS BULA KAR ROYEA
HAZAARON BAAR PUKAARA TUJHE TANHAI ME
AUR HAR BAAR TUJHE PAAS NA PAKAR ROYEA.
5.) EK BAAR EK SARDAAR JA RAHA THA…
RAASTE ME ROAD PE KUCH PARA HUA DEKHA…
SARDAAR JAISE HI JHHUKA CHILLAYEA HARAAM ZAADE
POTI BHI AISE KARTE HAIN JAISE SAMOSA PARA HO.
6.) MOHABBAT K SAARE RANG
RANGON K SAARE PHOOL
PHOOLON KI SAARI KHUSHBOO
KHUSHBOO K SAARE LAMHE
LAMHON KI SAARI CHAHAT
CHAHAT KI SAARI KHUSHIYAAN
AAP K LIYE.
8.) TUJH KO APNI JAAN KA SALAAM LIKHEN GE,
DIL KI KITAAB ME APNA ARMAAN LIKHEN GE,
KAASH HUM KO MIL JAAYE AASMAAN KI HUKUMAT,
SITAARON KI JAGAH TERA NAAM LIKHEN GE.
9.) AGAR MANZIL PAANI HAI TO HAUSLA SAATH RAKHNA,
AGAR PYAR PAANA HAI TO AITBAAR SAATH RAKHNA,
AUR AGAR HAMESHA MUSKURANA HAI TO SONE SE PEHLE,
HUMEN YAAD RAKHNA GOOD NIGHT.
10.) AAP HUMEN BHULA DO HUMEN KOI GHAM NAHIN,
AAP HUMEN RULLA DO HUMEN KOI GHAM NAHIN,
JIS DIN HUM NE AAP KO BHULA DIYA,
SAMAJH LENA IS DUNIYA ME HUM NAHIN.
11.) AARZOO YEH NAHIN K GHAM KA TOOFAAN TAL JAAYE,
FIKAR TO YEH HAI K TUMHAARA DIL NA BIKHAR JAAYE,
KABHI BHI MUJH KO AGAR BHULANA CHAHO TUM,
DARD ITNA DENA K MERA DAM NIKAL JAAYE.
12.) NAJAANE KIS BAAT KI WHO MUJH KO SAZA DETA HAI,
MERI HANSTI HUI AANKHON KO RULA DETA HAI,
MUDDAT SE KOI KHABBAR NAHIN AAYI USKI,
KIYA IS TARHA KOI APNON KO BHULA DETA HAI.
13.) TUMHAARI YAAD DIL SE JAANE NAHIN DENGE,
TUMHAARE JAISA DOST KHONE BHI NAHIN DENGE,
ROZ SHARAFAT SE SMS KIYA KARO WARNA ………,
EK KAAN K NEECHE DENGE OR RONE BHI NAHIN DENGE.
14.) HUMAARE SMS SE LOG SAMAJHTE HAIN K HUMEN AADAT HAI PAISE URAANE KI,
LEKIN WHO NADAAN KIYA SAMJHEN ???
K YEH BHI EK ADA HAI KANJOOSON KO SHARAM DILAANE KI.
15.) UTRA HAI MERE DIL ME KOI CHAND NAGAR SE,
AB KHOF NAHIN KOI ANDHERON K SAFAR SE,
WO BAAT HAI TUM ME K KOI TUM SA NAHIN HAI,
A KAASH KOI DEKHE TUMHEN MERI NAZAR SE!.
16.) TERI HAR ADA MOHABBAT SI LAGTI HAI,
EK PAL KI JUDAI MUDAT SI LAGTI HAI,
PEHLE NAHI THA SOCHA AB SOCHTE HAIN,
ZINDAGI K HAR LAMHEN ME TERI ZARURAT SI LAGTI HAI.
17.) WADIYOON SE SOORAJ NIKAL AAYEA HAI,
FIZAAON ME NAYEA RANG CHHAYEA HAI,
AAP KYUN UDAAS BETHE HO,
AB TO MUSKARA DO HUMAARA SMA AAYEA HAI.


Is diwali pe humari dua hai ki apka har sapnna pura ho,
duniya ke unche mukam apke ho,
shoharat ki bulandiyon par naam apka ho!
Wish u a very Happy Diwali!
Khushian ho overflow,masti kabhi na ho low,dosti ka surur chaya rahe,dhan aur shorat ki ho bauchar, aisa aaye aapke liye DIWALI KA TYOHAR
Sri ram ji aapke ghar sukh ki barsat karen, Dukhon ka naas karen. Prem ki phuljhari wa anar aapke ghar ko roshan kare. Roshni ke diye aapki jingagi me khusiya layen. Happy deepawali
“aaj se aap ke yaha…dhan… ki barsat ho,
maa laxmi ka… vas… ho, sankatto ka…. nash… ho
har dil par aapka… raj… ho, unnati ka sar par… taj… ho
ghar me shanti ka…. vas… ho
* HAPPY DIWALI *
Apun wishing u a wonderful,
super-duper, zabardast, xtra-badhiya, xtra special ekdum mast n dhinchak, bole to ekdum Jhakaas “HAPPY DiWALi“
Diwali, Gul ne gulshan se gulfam bheja hai,
sitaro ne gagan se salam bheja hai,
Mubarak ho apko ye “DIWALI“
Humne tahe dil se yeh paigam bheja hai.
Phool ki shuruvat kali se hoti hai,
Zindagi ki shuruvat pyar se hoti hai,
Pyar ki shuruvat apno se hoti hai aur
apno ki shuruvat aapse hoti hai.
* Happy Diwali *
Makki ki Roti, Nimbu ka Aachar,
Suraj Ki Kirne, Khushiyo ki Bahar,
Chand Ki Chandi, Apno ka Pyar,
Mubarak Ho Aapko, DIWALI ka Tyohar


Safalta Kadam Chumti rahe,
Khushi Aaspas ghumti rahe,
Yash Itna faile ki KASTURI Sharma Jaye,
Laxmi ki kripa itni ho ki BALAJI bhi dekhte rah jaye,
Deep Jalte jagmagate rahe, Hum aapko Aap hame yaad aate rahe,
Jab tak zindagi hai, dua hai hamari ‘Aap Chand ki tarah Zagmagate rahe…
Aai aai Diwali aai, Saath me kitni Khushiya laayi,
Dhoom machao, mauz manao, aap sabhi ko Diwali ki badhai.
Happy Diwali
Diwali Parva hai Khushio ka,
Ujalo ka, Laxmi ka…. Is Diwali Aapki Jindagi khushio se bhari ho,
Duniya ujalo se roshan ho, ghar par Maa Laxmi ka Aagman ho…
Happy Diwali
May the festival of lights be the harbinger of joy and prosperity. As the holy occasion of Diwali is here and the atmosphere is filled with the spirit of mirth and love, here’s hoping this festival of beauty brings your way, bright sparkles of contentment, that stay with you through the days ahead.
Best wishes on Diwali and New year.
Fortunate is the one who has learned to Admire, but not to envy.
Good Wishes for a joyous Diwali and a Happy New Year with a plenty of Peace and Prosperity.
May This Diwali be as bright as ever.
May this Diwali bring joy, health and wealth to you.
May the festival of lights brighten up you and your near and dear ones lives.
May this Diwali bring in u the most brightest and choicest happiness and love you have ever Wished for.
May this Diwali bring you the utmost in peace and prosperity.
May lights triumph over darkness.
May peace transcend the earth.
May the spirit of light illuminate the world.
May the light that we celebrate at Diwali show us the way and lead us together on the path of peace and social harmony
“WISH U A VERY HAPPY DIWALI“
Long live the tradition of hindu culture and as the generations have passed by hindu culture is getting stronger and stronger lets keep it up.
Best Wishes for Diwali
The happiest of wishes for a Deepawali, that will be happy in every way for someone like you.


Zindagi ek gift hai (Kabol kijiye)
zindagi ek ehsas hai (Mehsos kijiye)
zindagi ek piyas hai (Pyar dijiye)
zindagi ek milan hai (Muskura dijiye).
Bewaja kisi ko sataya nahi karte
Hadd se jyada kisi ko tadpaya nahi karte
Jinki saanse chalti ho aapke SMS se
Unhe apne SMS k liye rulaya nahi karte.
Sheesha hee hai dil jane kab tut jaye
Sath hee hai jane kab chut jaye
aap hamare ishq ki itni aadat na daalein
zindagi hee hai jane kab ruth jaye.
Pyar karke bhoolana na aaya hume
kisi ke dil ko manana na aaya hume
kisi se tadapna to seekh liya
par kisi ko tadpaana na aaya hume….
Na dur rehne se rishtey tut jate hai
Na pass rehne se Jud jate hai
Yeh to pyar ke pakke bandhan hai
Issi liye aap hamhe aur hum aapko yaad aate hai….
Msg ka Len-Den yuhin chalta rahega
dosti ka silsila badalta rahega
aap delete karte reh jaoge
par aapka mobile hamare sms se bharta rahega….
Tadap ke dekho kissi ki chahat mein to pata chale ki intzar kya hota
hai
Agar yuhi mil jaye koi bina tadpe to kaise pata chale ki pyar kya
hota hai.
Jab-Jab tanhai ne unhe staya hoga
tab-tab unhe mera khyal hoga
gum ye nahi ki wo bhul gaye mujko
gam ye hai ki unho ne bhi ro-ro kar mujhe bhulaya hoga…..
“Change” is a nature of Life
But “challenges” is a Aim of Life
So you have to challenge the changes
not change the challenge… ..
Jiske Didar ke Liye Dil Tarsta hai
Jiske Intzar mein Dil Tadfta hai
Kya is Kambakht Dil ko kahen
Jo Apna Hokar bhi kisi aur ke liye Dhadkta hai……


Wo baat kya karu jiski khabar hi na ho,
wo dua kya karu jisme asar hi na ho.
Kaise keh du aap ko lag jaaye meri umar,
kya pata agle pal meri umar hi na ho.
Samne ho Manzil to Rasta na Modna,
Jo Mann me ho wo Khwab na Todna.
Har Kadam pe Milegi Kamyabi Aapko,
Bus Sitare Chhunney ke liye Kabhi zamin na Chhodna.
One of the best thoughts
I have ever come across practically :-
“There’s no market for your sorrows in this world,
so never advertise them”
Naseeb naseeb ki baat hoti hai,
Khushiyo ki bhi kabhi shaam hoti hai.
Mushkile u hi khatam nahi ho jaati hai,
Iske piche bhi kisi ki fariyad hoti hai
Ghum me mohabbat ko bhula naa dena,
mere pyaar ko yu mita naa dena.
Deewanoon se bhi zyada karta hoon mohabbat,
gair keh ke mujhe thukra naa dena.
Sada khush rakhna mere khuda usko,
tere farishtay b dien dua usko.
Dien usko uski chahat se ziada,
Maange qatra to mile DARIYA usko
Life may not be da party we hoped for,
but while we’re here,
we might as well dance.
Never let yesterday’s disappointmnts
overshadow tomorrow’s dreams.


1) Aap ke Jaanisaar…Hum bhi hai.
Aashiq-e-Dil figaar…Hum bhi hai.
Dard kahta hai…Mujhse tanhaiyo me…,
Tum na ghabrao…Yaar saath hum bhi hai..!!
2) Jara toh aankh khule..Hum hosh me toh aaye.
Hum apne aap me toh aaye.
Hazaar sajde kiye raat-raat bhar hum,
Jo dil saaf na ho..
Kya jamee pe noor aaye..!!
3) Judai aapki rulati rahegi, Yaad aapki aati rahegi, Palpal jaan jati rahegi.
Jab tak hai is jism me jaan, Har saans rishte nibhati rahegi…
4) Kbhi sochte h ek GULAB bhej de,
Kbhi chahte h pura BAAG bhej de,
ja Rhe ho agar Aap sone ko to Dil krta h,
Apki PALKO me ek PYARA SA KHWAB bhej de..Gud Nite
5) Wo muskura rahe hai hume tanha chod kar”
Kiye huye saare waado ko tod kar”
Unke siva kahi dil lagta bhi nahi_
Ab kya karenge hum apne toote huye dil ko jod kar”
6) Khud Ko Phone laga ke Kabhi Dekha hai?
Engage Tone ayega..
Niyamo ka Lekha hai.
Duniya Se Milne Me Sab Mast He,
Khud Se Milne Ki Sari line vyast hai. .
7) Kitno ko jigar ka zakhm seete dekha
Dekha jise khoone dil hi peete dekha
Ab tak rote the marnewalo ko aur ab
Hum ro diye jab kisi ko jeete dekha
8) Teri baaten hi sunane aaye
Dost bhi dil hi dukhane aaye
Phool khilte hai to hum sochte hai
Tere aane ke zamane aaye
Ab to rone se bhi dil dukhta hai
Shayad ab hosh thikane aaye

1 comment:

  1. Ye Kaun Jane Kiska Kasoor Tha
    Tuta Wahi Sahara Jispe Gurur Tha
    hello friends here you can read Hindi Shayari. and Urdu Shayari

    if you want read romantic shayari Click Here.

    ReplyDelete